jahan par saath chutha thawahi se fhir se suru kare zindagi apni...tum bhi ajnabi...hum bhi ajnabi...~*~naye pyar ke pal fhir se hum sajayemohabbat ke saath zindagi beetayetum apna haath de do mere haaton mainfhir se suru kare zindagi apni...tum bhi ajnabi...hum bhi ajnabi...~*~kahin yeh waqt na beeth jayehumtum fhir vishwas ke bandhan main bandh jayeulajhe hue sawalon ko chalo baith kar suljayefhir se suru kare zindagi apni...
tum bhi ajnabi...hum bhi ajnabi...~*~saare gila-shikwa hum bhul jayekhawabon ke fhir se mehal sajayechalo ek-dusare ki baahon main kho jayefhir se suru kare zindagi apni...tum bhi ajnabi...hum bhi ajnabi...[written by romil ($uNny) arora - copyright reserved]
All my posts dedicated to My Rab NaaZ... Bas is tarah mohabbat ki namazein ada kar leta hun, naam NaaZ ka zameen pe likh sajda kar leta hoon... Written By ROMIL.COPYRIGHT RESERVED to http://www.sunny-raj.blogspot.com and writer!
Thursday, July 2, 2009
tum bhi ajnabi...hum bhi ajnabi...
Sunday, June 28, 2009
mohabbbat kya kar li...
na mehboob ka raha, dost se bhi gaya...
~*~
khawish kya mehboob ne mehal ki jagaiye
main kaache maakan se bhi gaya...
~*~
Friday, June 26, 2009
diwana
Monday, June 22, 2009
dil karta hain...
saadagi par tumhare marr jane ko dil karta hain
ek baar fhir tere deedar ko dil karta hain...
~*~
dekhate hain is baar taqdeer kya faisala kargi
ek baar fhir yaar ko aajmane ko dil karta hain...
~*~
chahta hu ki aakhiri umeed bhi khaakh ho jaye
ek baar fhir tujhse mohabbat-e-izhaar karne ko dil karta hain...
~*~
dushman to hain allah purana maire ishq ka
ek baar fhir uski panah main sar jhukane ko dil karta hain...
~*~
janta hu ki log pathar se maarange mujhe
ek baar fhir teri gali se guzarane ko dil karta hain...
[written by romil ($uNny) arora - copyright reserved]
Friday, June 19, 2009
log samajhate hain...
Wednesday, June 17, 2009
kisi se kya kahe.....
diya hain dil agar kisi bewafa ko
hua hu jab main hi garib, kisi se kya kahe...
~*~
yeh zid thi ki apni mohabbat main tabah ho jaun
jab hua hu tabah, kisi se kya kahe...
~*~
raha na yaad ab mujhe kisi dost ka ghar
thehar jayun do ghadi kisi dushman ke ghar, kisi se kya kahe...
~*~
samaj kar karte the hum mohabbat-e-izhaar
nasamjhi main ab kisi ka haath tham le, kisi se kya kahe...
[written by romil ($uNny) arora - copyright reserved]
Saturday, June 13, 2009
kitni khushi hain
pata chala zindagi kya hoti hain
hosh main aane ke baad...
~*~
kya hua jo woh bewafa nikale
dil ko tasalli mili chot khaane ke baad...
~*~
pehle har koiye apna dushman hota tha
aaj sab dost baane hain uske chaale jaane ke baad...
~*~
ab na pucho apni raat ka aalam
parwane ko zindagi mili shaama main jal jaane ke baad...
[written by romil ($uNny) arora - copyright reserved]
Wednesday, June 3, 2009
sahara de de...
jis tarah kaagazo ki siyaahi...
Monday, June 1, 2009
terey pehlu par ....
is kadar prem amar main kar jayun.
~*~
Saturday, May 30, 2009
baadi ajeeb si baat hain...
woh kehta hain aaj bhi hum tumhare saath hain
baadi ajeeb si baat hain...
Thursday, May 28, 2009
Tuesday, May 26, 2009
ek ladka...
rehta sharafat se
ek ladka...
~
bola-bhala, seedha-saada
dil ki baatein sunne wala
ek ladka...
~
dosti jo nibhata
sabka sukh chahta
sari duniya ko aacha samjhe
ek ladka...
~
mohabbat par hain yakeen jisko
mehboob ko jo khuda maane
ek ladka...
[written by romil ($uNny) arora - copyright reserved]
Monday, May 25, 2009
kaun kiska hota hain...
suukh jaye agar phool to paid bhi gira deta hain
kaun kiska hota hain...
~~~
jaane wala to duniya chod kar chala jaata hain
rooney wala do din baad bhul jaata hain
kaun kiska hota hain...
~~~
yeh jawani bhi do-char ghadi saath daite hain
fhir bhudhape ke dehleez par dum toodh daite hain
kaun kiska hota hain...
~~~
jab tak dil bhelana ho to log ishq karte hain
jab dil bhar jaata hain to saath chod daite hain
kaun kiska hota hain...
[written by romil ($uNny) arora - copyright reserved]
Sunday, March 15, 2009
Tuesday, March 10, 2009
taash ke patte...
Monday, March 9, 2009
teri kahani mein mujhe apni kahani dikhai deti hai...
[written by Romil Arora - copyright reserved]
Wednesday, March 4, 2009
khuda ki kasam...."
Tuesday, March 3, 2009
dil se...
Thursday, February 26, 2009
~~dil ki kalam se~~
daulat ke baazar main beek rahe the"