seene se lag kar tere main sona chahta hu!
~~~
yeh zindagi
yeh lamha kuch pal jee lene de
ab main tere seene par sar rakh kar duniya-e-gum bhool jaana chahta hu!
~~~
fursat mein kabhi mujhe apne kareeb bulana
tere maathe ko chum kar
main apni manzil ko pana chahta hu!
~~~
masoom hu
na-samaj hu
bewajah hi ishq kar baitha
beech samundar mein toofan mein hoon
door saahil hai
ab main sagar mein doob jana chahta hu!
~~~
kuch pal behal jaana chahta hoon
seene se lag kar tere main sona chahta hu!
na-samaj hu
bewajah hi ishq kar baitha
beech samundar mein toofan mein hoon
door saahil hai
ab main sagar mein doob jana chahta hu!
~~~
kuch pal behal jaana chahta hoon
seene se lag kar tere main sona chahta hu!
#Romil
कुछ पल बहल जाना चाहता हूं
सीने से लगकर तेरे मैं सोना चाहता हूं...
यह जिंदगी
यह लम्हा कुछ पल जी लेने दे
अब मैं तेरे सीने पर सर रखकर
दुनिया-ए-ग़म भूल जाना चाहता हूं...
फुर्सत में कभी मुझे अपने करीब बुलाना
तेरे माथे को चुमकर
मैं अपनी मंजिल को पाना चाहता हूं...
मासूम हूं
ना-समझ हूं
बेवजह ही इश्क़ कर बैठा है...
बीच समुद्र में, तूफान में हूँ
दूर साहिल है
अब मैं सागर में डूब जाना चाहता हूं...
कुछ पल बहल जाना चाहता हूं
सीने से लगकर तेरे मैं सोना चाहता हूं...
#रोमिल
