All my posts dedicated to My Rab NaaZ... Bas is tarah mohabbat ki namazein ada kar leta hun, naam NaaZ ka zameen pe likh sajda kar leta hoon... Written By ROMIL.COPYRIGHT RESERVED to http://www.sunny-raj.blogspot.com and writer!
Friday, August 6, 2010
Sach...
----------------
Kora kaagaz ki tarah hota hai yeh sach...
Aksar har daag mita deta hai yeh sach...
Zindagi main kaiye rang bhekher deta hai yeh sach...
*
Kalpana, soch se bahut adbhut hota hai yeh sach...
Har deewar thod deta hai yeh sach...
Aankhon par lagi patti khol deta hai yeh sach...
*
Aalokik, divya hota hai yeh sach...
Rooh ko pawan kar deta hai yeh sach...
Shudh vicharon se lipath hota hai yeh sach...
*
Sach...
[written by romil - copyright reserved]
Wednesday, November 25, 2009
abhi kahan zamana tumne dekha...
Wednesday, September 16, 2009
yeh zindagi nahi...
Tuesday, August 25, 2009
bhookh
din bhar dhoop main
hal chalakar
mehnat se aanaj paida karta hain kissan!
fhir bhi bhookha kyon sota hain kissan?
~
Bhookh se roota-tarapta hua ek baacha aur uski maa
ghar-ghar do roti ki bheekh magate hue
koiye na unki fariyad sunne wala
dhikkar, apmaan ke siwa woh kuch nahi pate....
maine dekha aur bola
"sach main kalyug aa gaya"
woh boli
"kalyug kya, satyug kya
ram kya, raheem kya
sab suna-suni baatein hain
na maine jaana kabhi, na dekha kabhi
main to bas itna jaanu
yeh duniya hain, lakhon log dhanwaan hain yahaan
usme mera baccha bhukha hain
roti ke liye tarafta hain
main ek majboor maa kuch na kar pati hu"
[written by romil arora - copyright reserved]
Sunday, April 5, 2009
sach se rubaru
sach se rubaru
Thursday, March 26, 2009
~khud se rubaru~ ~sach se rubaru~
magar woh bole, yeh kafi nahi aitbaar-e-mohabbat ke liye"
magar itna janta hu ki dono ne zindagi khoye hain...
ek ne maut paaye hain to ek ne tanhai paaye hain..."
Saturday, March 14, 2009
sachse rubaru
tu pehle palkhe band kar le main fhir sochana chod deta hu"
Friday, March 13, 2009
sach se rubaru
Tuesday, March 3, 2009
Apna Naseeb Bhi Kamal Ka Hai..
Sunday, March 1, 2009
sach se rubaru
chirag
Saturday, February 28, 2009
khilauno ke liye tarsa hai bachpan mera...
main apne khawabo se khela karta tha...
Friday, February 27, 2009
sach se rubaru
"jab ghar ki dehleez maine laanghi thi
dil main bas ek yahi aarzoo thi
koiye ghar na chodane ki duhai de
koiye aakar mera rasta rok le
koiye peeche se mujhe aawaz de"
[written by romil arora-copyright reserved]
Thursday, February 26, 2009
itni bandagi pasand insaan tha main...
khuda...
Waafa...
Beethoon Se Waafa Na Mil Saki To $ultan
Meri Maa Ne Kutta Khareed Liya...
[written by romi arora-copyright reserved]